Contract To Paid Promotion _______________________________________ Follow My Social: https://www.instagram.com/ta.editss/ https://twitter.com/talibanwar42/ ____________________________________________ For Business: talibanwar102@gmail.com ------------------------------------------ Audio Credits: Written & Performed by Talha Anjum Produced by Umair Mixed & Mastered by Jokhay Video Credit: Talib Anwar Lyrics: Khush fehmiyan hain Khudsay bani hein Kuch kami hai, toh (Kuch kami hai toh) Mein bhi yahan hun Voh bhi yahin hai Kya voh nahi hai jo? (Voh nahi hai jo) Kya voh teri meri be-takallufi? Yan voh duniya mein sabsay sar-kashi Tu pariyon si kaisi naazneen Ki dil ne zehen ki na suni Khuda ne ye hawayein tere sang kardīn Tu voh jo be-rang ko bhi rang karti Tu voh jo mujhay haasil hi nahi Main karun tujhay kaisay ye bayaan? Meri jaan, meri jaan, tu naa ja Abhi qarz hai tujh pe voh waada Meri jaan mujhay kya hi pata tha Rang badlay ye kaisay aasmaan Meri jaan, meri jaan, yun naa ja Badlo na tum apna irada Meri jaan mujhay kya hi pata tha Rang badle ye kaisay aasmaan Meri saari umar mein tu hi hai kami Baaki sab hai mayassar Tere na aana mujhay maardega Tanhaiyon mein dil mera rukta hai aksar Bikhra hai dil ka ye daftar Koi nahi ghar par Jaunga kidhar tak? Aadatein nhi chhootīn Roz wahin jahan se shuru kiya, sifar se sifar tak Duniya mile kaam se bas Duniya mere kaam ki nahi Mein suraj se mukhatib hoke shaam se baitha hun Ye humara pehla jaam to nahi Sabar ka imtehaan naa le Tu mere sabar ka inaam to nahi Tu mujhsay kuch chhupa bhi le Tu mujhay kuch bata hi nahi Ab teri marzi, mujhpay kuch tu kar ayaan hi nahi Meri jaan, meri jaan, yun na ja Abhi qarz hai tujh pay voh waada Meri jaan mujhay kya hi pata tha Rang badlay ye kaisay aasmaan Meri jaan, meri jaan, yun naa ja Badlo na tum apna irada Meri jaan mujhay kya hi pata tha Rang badle ye kaisay aasmaan #Departure Lane #talhaanjum #taeditor #umair #jokhay #lyricalvideo #mytarriblemind #album _______________________ Ignore tags: desi hip hop, hip hop, rap, rap song, hip hop song, desi hip hop song, rapper, rapper songs, Indian hip hop, indian hip hop songs, viral song, indian movie songs, viral rapper song, viral songs, new song, new songs, new best song, punjabi songs, letest punjabi song, letest Punjabi song lyrics, 2024 songs, pakistani song, pakistani rapper, urdu rapper song, shayari, shayari song ------------------------------------------------------------------------ Disclaimer: Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976 allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment news reporting, teaching scholarship and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit educational or personal use tips the balance in favor of fair uses.

Departure LaneTalha AnjumDeparture Lane Talha AnjumTalha Anjum New SongNew SongNew Talha AnjumTalha Anjum New AlbumDeparture Lane lyricsLyrics Departure LaneDeparture Lane lyrics Talha AnjumTalha Anjum Departure Lane lyricsDeparture Lane Viral songViral songTalha Anjum Viral songTalha Anjum New Viral SongTalha Anjum 2024 Song's