3 Tricks to Study Long Hours without Getting Tired | Study Tips | Study Motivation | Study Motivational Video | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai. Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega. ➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge? 🚀 Instagram - https://www.instagram.com/motivation_quoteshala/ 🛰️ Telegram - https://t.me/MotivationQuoteShala ✅ Topics Covered How to Study for long hours, Lambe samay tak kaise padhe?,Study tips and tricks ➡️ About The Video 3 Tricks to Study Long Hours without Getting Tired 🔥 #studytips #studymotivation - Kya aapko lambi ghanton tak padhai karne mein thakan mahsoos hoti hai? Is video mein, hum aapko woh teen tareeqe batayenge jo aapko bina thakavat ke lambi ghanton tak padhai karne mein madadgar sabit ho sakte hain. 🎵 Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai Chote Bhai, Choti Bhen! Aj tum aur mai milke Etihas rachne wale hai Kyoki Marty Lobdell ne famously kaha hai Ki 30 se 40 minute ke bad hamara focus 80% se bhi zyada decrease ho jata hai Toh Lambe waqt tak nahi padhna chahiye! Par inko kon samjaye ki Sirji ki hamare Bharat ke Toughest exams JEE NEET aur UPSC 30 mins padhne se 30 janam me bhi nahi niklenge! Toh aj Shalu Bhaiya batane wale hai 3 Powerful Biological Tools! Jise tum lambe waqt tak bina thake! Focus se padh paoge! Trick 1 Kuch der focus se Padhne ke bad Jab saar thoda heavy lag, tab hame ye 4-7-8 technique karni hai! Sabse pehle 4 seconds ke liye inhale karo Ab 7 seconds ke liye breath ko hold karo Aur dhire dhire 8 seconds tak exhale karo! Trick 2 me ham ek ese substance ko consume karenge Jo hame thakane wale neurotransmitter adenosine ko Brain me block kar dega! Lekin warning agar 18 Sal se chote ho Toh isse sirf din ka 100 Milligram he pina! Stimulant ka naam hai caffeine jo coffee pine se mil jayega! Trick 3 focused hai hamari aankhon pe! Latest Scientific Researches ye kehti hai Ki thik 17 Minute tak apni aankhein band karke Bina kisi bhi thought ya awaz ke apni saanson pe focus karke Ap apna attention permanently badha sakte ho! ✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega UPSC Motivation 🔥 Motivation Videos @ https://www.youtube.com/playlist?list=PLft8fo4VpqWBICHg-WQraqHSMtYpj3BJo 🔥 Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye, Motivation QuoteShala Se 🎧, Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️