Audio credits: Vocals: Ahad Khan, Usama Ali Lyrics and Composition: Ahad Khan, Usama Ali, Raffay Anwar Music Producer: Raffey Anwar Vocal Production & Mixed by: Rafay Anwar Backing: Aizad Hashmi Music Video credits: Director: Hamza Khan Baande Director of Photography: Salar Yousufzai Editor: Hamza Khan Baande Color grade: Yonus Aktas (Turkiye) Assistant Director: Omar Rehman Art Director: Gulbeen Gulraiz Assistant Art Directors: Hassnain Hashmi, Alishan Naqvi and Faraz Kazmi Wardrobe/Stylist: Faraz Sheikh Makeup Artist: Saima Rashid Bargfrede Choreography/Lead: Sania Iqbal Supporting performers: Rida Malik, Richal Phiona, Silvia, Sawera Mlikh Meerani Line Producer: Ameer Hamza Gaffer: Bilal Focus Puller: Adnan Steadicam Operator: Hassan Location: Bobby Set Photographer: MD Usman Agency: Agent HAQ Executive Producer: Ameem HAQ ------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Lyrics (Roman Urdu) Usama Ali: Kabhi mein kabhi Tum chalen donon sarkon pay K Jaisay Tum kho gaye anjani raahon pay K jaana murr k aana K jaana murr k aana Tum hamain na Bhool jana re K jaana murr k aana Tum hamain na Bhool jana re Bhool na jana Tum ham ko Bhool na jana Bhool na jana Tum ham ko Bhool na jana Jaana Meri Aankhen Teri Menay dekha hai in may ek kinara Aankhon ko Jo Dekhoon na main To bin dekhay na hota hai guzara Kabhi Mein Kabhi Tum chalen duniya ki dorh mein aisay yoon bhaagnay K chorhen manzilon ko lagay raahon mein din kaatnay Din kaaten kis trah Tujhko dekhay bina Tujhko dekhoon to sukoon milta be-panah Ab mein or Tum bhi humse 'HUM' ban jayengay Aankhon ki jheel mein terengy or zulfon pay mar jayengay K jaana Dil mein rehna K jana Dil me rehna Tum hamain na Bhool jana re K jaana murr k aana Tum hamain na Bhool jana re Bhool na jana Tum ham ko Bhool na jana Bhool na jana Tum ham ko Bhool na jana Ahad Khan: Sapnon sa toota dil hai Dharkan mein tuu shaamil hai Tu merey dil mein nahi hai “Array jaana tu hi dil hai” Khwabon ki tu manzil hai Gaalon pay terey til hai Main usko chhoona chahoon Dekho kitna Mushkil hai… Kyun k jaana kabhi tum nay na jana mujhay arsa huwa hai main hoon ab bhi deewana tera Kyun k jaana kabhi tum nay na jana mera dil bhi hai khaali hai or Jug hai virana mera Kyun k jaana… Kyun k jaana Teri aankhen karen baaten mujh say Kyun k jaana teri aankhon nay apnaya khud say Tum dekho sara zamana Phir wapis laut k aana Pooray dil say apnana Tum ham ko bhool na jana Bhool na jana tum ham ko bhool na jana Bhool na jana tum ham ko bhool na jaanaaaa.