Friends agar aap already web developer hain aur agar aap PHP mein programming karte hain par aapne abhi frameworks mein programming nahi sikhi to aaj aap ke saath hum share karenge kuch sabse popular PHP frameworks jinhe seekh kar aap apne skillset ko enhance karke apne career mein progress kar sakte hain. PHP frameworks ko use karne ki kaafi advantages hain jaise security aur long term stability, par iska sabse major benefit hai speed, ji hain friends framework use karke aap apni efficiency ko kaafi badha sakte hain aur core php ke comparison mein aap bahot hi kam samay mein apne projects ko complete kar sakte hain. PHP Tutorials | PHP Course in Hindi Instructor - Deepak Gupta Presented by SkillCharged Timestamps - 0:00 - Introduction 0:49 - Advantages of using a PHP Framework 1:36 - Zend Framework 2:03 - Codeigniter 2:33 - CakePHP 2:51 - Symfony 3:24 - Laravel 4:05 - What's Next?