Song Credits: Singer(s): Nusrat Fateh Ali Khan Music Director: Nusrat Fateh Ali Khan Lyricist: Nusrat Fateh Ali Khan Movie Cast & Crew: Producer: Tips Films Director: Milan Luthria Cast: Ajay Devgan, Saif Ali Khan, Namrata Shirodkar, Manisha Koirala, Bunty Luthria Aaaaaaaaaaaaaaaa Nawaazta hai jo sab ko wo dil nawaaz hai tu Niyaaz mand hain sab aur beniyaaz hai tu Zamane bhar ke banata hai Saare bigde kaam Kareem saare zamane ka kaarsaaz hai tu Iss shane karam ka kya kehna Iss shane karam ka kya kehna Dar pe Jo sawali aate hain Iss shane karam ka kya kehna Dar pe Jo sawali aate hain Ik teri kareemi ka sadka Ik teri kareemi ka sadka Wo mann ki muraadein paate hain Ik teri kareemi ka sadka Wo mann ki muraadein paate hain Iss shane karam shane karam ka kya kehna Iss shane karam shane karam ka kya kehna Khaali na rahi rehmat se teri Khaali na rahi rehmat se teri Dukh dard ke maaron ki jholi Dukh dard ke maaron ki jholi Kya tera karam hai dar pe tere Kya tera karam hai dar pe tere Bharti hai hazaron ki jholi shane karam ka kya kehna Iss shane karam shane karam ka kya kehna Mushqil ko tu aasan bana deta hai Mushqil ko tu aasan bana deta hai Har un chahe ummeed Khila deta hai Har un chahe ummeed Khila deta hai Taqdeer se ho jaye Jo bhai juda Us bhai ko bhai se mila deta hai shane karam ka kya kehna Iss shane karam ka kya kehna..... Din raat hai mangaton ka phera Din raat hai mangaton ka phera Din raat hai mangaton ka phera Din raat hai mangaton ka phera Kya khoob sakhi hai dar tera Kya khoob sakhi hai dar tera Milti hai karam ki bheekh unhein Milti hai karam ki bheekh unhein Daman Jo yahan phailate hain Milti hai karam ki bheekh unhein Daman Jo yahan phailate hain Milti hai karam ki bheekh unhein..... Iss dar ki sakhawat kya kahiye Iss dar ki sakhawat kya kahiye Iss dar ki sakhawat kya kahiye Iss dar ki sakhawat kya kahiye Pakke rishte teri rehmat se Jo bann jaate hain Pakke rishte teri rehmat se Jo bann jaate hain Kachche dhage se bandhe log chale aate hain Kachche dhage se bandhe log chale aate hain Tu mila deta hai bichchde hue insanon ko Tu mila deta hai bichchde hue insanon ko Tere andaze karam shaan ye dekhate hain Is dar ki sakhawat kya kahiye Is dar ki sakhawat kya kahiye Khali na gaya mangta koi Khali na gaya mangta koi Mohtaj yahan Jo aate hain Mohtaj yahan Jo aate hain Wo jholiyan bhar ke jaate hain. Mohtaj yahan Jo aate hain Wo jholiyan bhar ke jaate hain. Iss shan e karam ka kya kehna AAAAAAAaaaaaaaaaaaa.... Iss shan e karam ka kya kehna Aaaaaaaaaaaa Iss shan e karam ka kya kehna... "Music can change the world"

anu songanusonganois shaane karam ka kya kehnais shaane karam ka kya kehna salman aliis shaane karam ka kya kehna qawwaliis shaane karam ka kya kehna statusis shaane karam ka kya kehna lyricsis shaane karam ka kya kehna kachche dhaageis shaane karam ka kya kehna hindi lyricsis shaane-karam ka kya kehnais shaane karam ka kya kahanais shaane karam ka kya kehna hainusrat fateh ali khanqawwalinaatNusrat Fateh Ali Khanis shaane karam ka kya kahiye