1 Best Brain Memory Trick 😮 Remember Everything in Exams | Study Tips | Study Motivation | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai. Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega. ➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge? 🚀 Instagram - https://www.instagram.com/motivation_quoteshala/ 🛰️ Telegram - https://t.me/MotivationQuoteShala ✅ Topics Covered Memory Tricks, Memory Tips and Tricks, Best Study Motivation, Study Tips ➡️ About The Video Is trick ka naam hai "Memory Palace Technique" 🔥 Yeh ancient trick Sherlock Holmes bhi use karta hai! 🧠 Aapko bas apni knowledge ko kisi ek imaginary jagah, jaise apne ghar ke rooms se link karna hai. Har topic ka ek visual clue banao aur usse kisi physical object se relate karo. Jaise, agar aap Newton’s Laws yaad kar rahe ho, toh imagine karo ki aapke room ka दरवाजा ek rocket jaisa open ho raha hai – that’s action & reaction! 🚀 🎵 Shallu Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai 500 BCE me Greek poet Simonides ne Anjane me ek esi powerful memory trick invent kardi Jise aj Stanford university ke researchers ne confirm kia hai Ki Pure 4 mahino baad bhi Padhi hui information ap 60% tak recall kar sakte ho Par akhir ye kissa kya hai? Darasal greece ka ek mashoor poet Simonides Ek sham sahar ke rayeeso ko liye poetry perform kar raha tha Ek chota sa break leke jaise hi wo banquet ke bahar nikla Tabhi achanak ne hall ki chaat gir padi Aur andar baithe sabhi ki esi dukhad maut hui Li laashe pehchan na tak mishil ho gaya Tabhi Simonides ne pure hall ko Jab apne maan me visualise karke recreate kia Brain ki Spatial memory activate hui Aur kon kaha baitha tha usse turant yaad aa gaya Iss memory trick ko kehte hai Memory Palace Jisse padhai me apply karne ke ye 3 simple steps hai Step 1 Apna classroom ya ghar Wo jaga jaha tum daily jate ho Usme khud ko ek direction me chalte hue visualise karo Step 2 Ab apane har room me 1..1 subject Aur har walls pe most important question ko Colourful images ke sath attach kardo Step 3 Ab exam se phele jab bhi tumhe revision karna ho Apne is memory palace me bas 1 chakkar lagalo ✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega UPSC Motivation 🔥 Motivation Videos @ https://www.youtube.com/playlist?list=PLft8fo4VpqWBICHg-WQraqHSMtYpj3BJo 🔥 Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye, Motivation QuoteShala Se 🎧, Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

1 best brain memory trickremember everything in examsstudy tipsexam tipsstudy motivationexam motivationexam hackspadha hua yaad kaise rakheremember what you readmotivation quoteshalaquotewale bhaiyakahaaniwale bhaiyabest memory tricksbrain tricksbrain hacks to remember morebest study motivationstudent motivationstudy tips and tricksstudent motivational videotopper tipsmemory palacememory tipsbrain powerprashant kirad