Is video me maine bat ki hai ki kya ladka ladki dost ho sakte hain? ajj apko is question ka jawab miljayega aur ajj ke bad apko ye question pareshan nahi karega Mai ek philosopher hu study with me live stream bhi daily karta hu maine job bhi lifelessons sikhe hai wo sabko batana chahta hu isliye ye channel start kiya mai life quotes bhi likhta hoon wo apko post me miljayenge mai shorts and long videos dono dalta hu please agar apka interest spirituality , lifelessons, quotes, ya life quotes me ya fir study with me life stream me hai to app is channel ko subscribe kar sakte hai Special point mai daily study with me live stream karta hoon mai ek ssc and upsc aspirant hoon aur maine jo bhi sikha hai study related wo mai is channel pr share krdunga These are some videos i watched and learn from them so mai is topic pe ache se video bana saku maine inki bate repeat nahi ki hai app inki videos dekh sakte hai agar apko is topic ko aur ache se cover karna hai to... "Ek Ladka Aur Ladki Dost Nahi Ho Sakte" - Helly Shah ft Abhin | UnErase Poetry - https://youtu.be/PA0MRfSPp7I लड़का और लड़की कभी दोस्त नहीं हो सकते? || आचार्य प्रशांत, वेदांत महोत्सव आइ.आइ.एस.सी बेंगलुरु (2022) - https://youtu.be/ZrR9PAQ0ea8 लड़का-लड़की दोस्त नहीं हो सकते! || आचार्य प्रशांत - https://www.youtube.com/shorts/4undJSxx6vk?feature=share I want to thank specially @ShriPrashant inse maine bahoot kuch sikha hai agr apke pass samay ho to please mera video dekhr batana ki kya maine sahi kaha hai ya maine jane anajane me galat advice dedi ho Thanks for watching :)